Mere Rashke Qamar Lyrics-[Baadshaho hindi movie]
mere rashke qamar hindi romantic song. mere rashke qamar lyrics Wrote Manoj Muntashir. mere rashke qamar Singers Nusrat Fateh Ali Khan, Rahat Fateh Ali Khan. Mere Rashke Qamar song hero Ajay Devgn
![]() |
Mere Rashke Qamar Lyrics |
Song: Mere Rashke Qamar
Movie: Baadshaho
Singers: Nusrat Fateh Ali Khan, Rahat Fateh Ali Khan
Music Composer: Tanishk Bagchi
Lyrics: Manoj Muntashir
Music Label: T-Series
Music Label: T-Series
Mere Rashke Qamar Lyrics
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi (x2)
Dhadkane betahasha tadapane lagi (x2)
Teer aisa laga dard aisa jagaa (x2)
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gaya!
Mere rashke qamar..
Mere rashke qamar tu ne pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaayi mazaa aa gaya
Mere raskke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aagaya
Jab nazar se milayi maza aagaya
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyas thi zindagi ye meri
Aaj sehraaon mein ishq ke gaaon mein
Aaj sehraaon mein ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayi mazaa aa gaya
Mere rashke qamar..
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aagaya
Ranjha ho gaye hum fana ho gaye
Aise tu muskurayi mazaa aa gaya
Mere rashqe qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaayi maza aa gaya
Jab nazar se milaayi maza aa gaya
Barq si girr gayi kaam hi kar gayi
Barq si girr gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya…
0 Comments
Post a Comment